SEARCH WORDS, COUPLET, VERSE, SHAIR IN IQBAL POETRY

Friday 14 February 2014

(Bal-e-Jibril-082) (قطعہ - انداز بیان گرچہ بہت شوخ نہیں ہے) Qataa (Andaz-e-Bayan Garcha Bohat Shokh Nahin Hai)

(Bal-e-Jibril-082) Qataa (Andaz-e-Bayan Garcha Bohat Shokh Nahin Hai)

Qataa 
SESTET 
Andaz-e-Byan Gharche Bohat Shaukh Nahin Hai
Shaid Ke Utar Jaye Tere Dil Mein Meri Baat

Though I have little of rhetorician’s art,
Maybe these words will sink into your heart:

Ya Wusaat-e-Aflak Mein Takbeer-e-Musalsal
Ya Khak Ke Aghosh Mein Tasbeeh-o-Munajat

A quenchless crying on God through the boundless sky—
A dusty rosary, earth‐bound litany—

Woh Mazhab-e-Mardan-e-Khud Agah-o-Khuda Mast
Ye Mazhab-e-Mullah-o-Jamadat-o-Nabataat

So worship men self‐knowing, drunk with God;
So worship priest, dead stone, and mindless clod.

No comments:

Post a Comment