SEARCH WORDS, COUPLET, VERSE, SHAIR IN IQBAL POETRY

Thursday 10 April 2014

(Bang-e-Dra-122) (تعلیم اور اس کے نتائج) Taleem Aur Uss Ke Nata'ij

(Bang-e-Dra-122) Taleem Aur Uss Ke Nata'ij

Taleem Aur Uss Ke Nataeej
(Tazmeen Bar-Shair Mullah Arshi)


Education And Its Consequences
(Tadmin Bar Shi’r‐i‐Mullah ‘Arshi ‐ Based on a verse of Mullah ‘Arshi)



Khush To Hain Hum Bhi Jawanon Ki Taraqqi Se Magar
Lab-e-Khandan Se Nikal Jati Hai Faryad Bhi Sath

Though we also are happy with the progress of the young
But some complaint from the happy lips also comes with it

Hum Samajhte The Ke Laye Gi Faraghat Taleem
Kya Khabar Thi Ke Chala Aye Ga Ilhad Bhi Sath

We had thought education would bring economic freedom
We did not know that atheism would also come with it

Ghar Mein Parvaiz Ke Shireen To Huwi Jalwa Numa
Le Ke Ayi Hai Taisha-e-Farhad Bhi Sath

Though Shirin did honor Parviz with her presence
But she brought the ax of Farhad also with her

“Tukham-e-Degar Bakaf Aaryem-Wa-Bakariyem Za-Nau
Kancha Kashtiyem Za Khujlat Natawan Kard Drau”

Let us take the seed afresh in our hand and use it anew
We are ashamed to reap what would come out from whatever we sowed

No comments:

Post a Comment